Kaise karu mein shukriya
K paya hai tujhko saathiya.
Rabse mein maangu ye duaa
K saath tera ho ab sadaa.
K paya hai tujhko saathiya.
Rabse mein maangu ye duaa
K saath tera ho ab sadaa.
Haan baahon mein apne bharlo mujhe
Pyar ye yun salamat rahe.
Mein tujhko kitna chahti hun ye tu kabhi soch na sake.
K tere liye jaan mein jaan ye de dun
K marke bhi chahat na meete.

Comments
Post a Comment